Agar Beekne Pe Aaa Jao To Daam Ghat Jate Hai AksarAgar beekne pe aaa jao to daam ghat jate hai aksarNaa bikne ka irada ho to keemat aur bhadtee hai
Issi Khayaal Se Guzri Hai Shaam-e-Dard AksarIssi khayaal se guzri hai shaam-e-dard aksarKe dard hadh se jo guzre ga muskuraa doon ga
Main Aksar Usko Sochun To Mujhe Mehsoos Hota HaiMain aksar usko sochun to mujhe mehsoos hota haiUse mujhse mohabbat thi, ya phir veham tha yeh mera
Hanste Hanste Aksar Ro Padti Hain Yeh NigaheinHanste hanste aksar ro padti hain yeh nigaheinJab jab aata hai zehen mein khoya hua chehra tera
Thakan Ehsaas Ki Ab Torh Deti Hai Mujhe ItnaThakan ehsaas ki ab torh deti hai mujhe itnaMain aksar din dhale suraj se pehle doob jata hoon
Aksar Sukhe Hue Honthon Se Hi Hoti Hai Meethi BaateinAksar sukhe hue honthon se hi hoti hai meethi baateinPyaas bujh jaye to alfaz aur insaan dono badal jaya karte hain